Lagna Patrika And Rules

It was the next day,
Everybody was super excited because today the lagna patrika of both the couples was coming after getting made,
For the approval of both the families before it could be distributed among people.

Radha was busy helping Yashoda Maiya and Rohini Maiya in the kitchen, today a grand feast had been organised in honour of both the royal families and the wedding. Revati was replying to letters from all of her friends from around Aryavart, today Prema was making rangoli outside the house.

  By the time she finished making the rangoli, it was already time to start serving breakfast, she quickly Ran inside and started helping Yashodha Maiya, Radha and Rohini Maiya to serve breakfast. After a while when everybody had completed eating their breakfast.
Everybody started to do what they generally would do, Radha started making Makhan, Prema started writing a letter to Rukmini, and Revathi wanted to explore Barsana, so Balram took her with him, Krishna swung like a pendulum between Radha and Prema irritating both of them. Hriday was also pinning down a letter to his father, making excuses about why he couldn't come back home soon.

Just before lunch, Pandit Ji came with the lagna patrika and said," Chalo Chalo sab shighra aa jao. Aakar Lagna patrikayen Chun lo."

Everybody comes rushing towards Pandit Ji, Radha and Prema wash their feet and Revathi serves him lunch,
Then everybody settles down for lunch

After finishing lunch everybody gathers around the Pandit Ji and starts looking at different Lagna patrikas before finally selecting two. The lagna patrika of Balram and Revati was a beautiful colour of pink with rose gold handles and inside it, everything was written in red ink.

The lagna Patrika of Krishna and Prema was a custom-made one by the request of Yashoda and Hriday,
It was a beautiful hand-painted lagna patrika with Lakshmi and Narayan painted on top of it and inside everything was written in Gold lettering.

After the lagna patrikas had been finalised, Pandit Ji said," Patrikaon ka Chayan ho gaya ho, to Abhi Tum Sab Ko Kuchh Niyam batane Hain."

" ji Kahiye Pandit Ji, kya Niyam hai?"
Said Maiya Rohini.

" toh kal se, Vivah hone Tak Var aur Vadhu ek dusre ko Nahin dekh Sakte."
He said in a teasing voice.

" per Guruvar Aisa Kaise chalega?"
Said Krishna in a funny desperate voice.

" ab yah Niyam Hai To Hai." Said Yashoda Maiya.

Hriday spoke in Krishna's ear," Aap Kyon Itna vichalit ho rahe hain Aaradhy! Apne Aaj Tak kaun se niyamon ka Palan kiya hai jo Aaj itne chintit ho rahe ho, bura to aapko Hamare Dau bhaiya ke liye Lagna chahie, agale 12 Din unke liye pata nahin Kaise katenge?" finishing with a sigh.

" Baat To ab bilkul sahi kah rahe hain Aaradhy, per Dau ke liye bhi to ham log Hain." He said in a duh tone

" vah baat bhi sahi hai." Said Hriday and both of them high-fived behind their backs.

___________________________________________

Vidarbh,
Kundinpur,
Rajmahal,

Rajkumari Rukmini can be seen running through the hallways towards her mother's Chambers with a letter in her hand.

" Mata! Mata! Mata meri baat suno,"
She said practically running into her Chambers looked at the dasis and said," Ekant!" The maids quickly left the Chambers at the order from the princess.

" kya baat hai Rukmini? Bavlon Ki Tarah Kyon Bhag rahi hai? Aa baith Pani Pi." She said offering her daughter some water

" Mere Pass Jo Khabar Hai vah Sun loge na, to Aap Bhi bavale Ho jaaoge Matasri,
Prema ka Patra Aaya Hai." She finally sat down and took deep breaths.

The glass in her mother's hand falls as she in shock says, "PREMA KA PATRA!"
Intezar kis baat ka kar rahi hai, jaldi se Patra padh kar sunao Na Mujhe."

" han matashri han! Abhi padhati hun,"

Mata Shri aur Rukmani Jiji ko Mera Pranam,
Ab yah mat puchna ki mujhe Kaise Pata Chala Ki Mata bhi yah Patra padh rahi hai, main aapko acchi Tarah Janti hun Rukmani ji aapse Raha Nahin jaega bus ek kam karna Pita Shri ko pata nahin chalne dena.
Mata ko Mera sakshat Naman,
Aapke liye ek Shubh Samachar Ham mate,
Aapki Pyari Prema ka vivah ho raha hai,
Itna chaunkiye mat,
Aap hi to use Jyotish ko Lai Thi Jisne Kaha Tha ki Rukmani Jiji ke Vivah ke pahle Mera vivah ho jaega to Lijiye ab vah Baat Satya Ho Gaye,
Kash Aap bhi yahan hoti Mata Shri,
Aapko To Mere Khule Aankhon Se Sapne dekhne ki Aadat pata hi hai,
Aaj hi Ek Sapne Mein Mata Dikhai Di aur unko Dekhte hi aapka Smaran Ho Aaya,  Kaise Din a gaye hain Hamare Parivar per Ek Putri ka vivah ho raha hai aur uski Mata aur bahan hi uske sath Nahin Hai,
Kintu Main Ek baat Bhali Bhanti Janti hun Ki Chahe aap donon sharirik Roop Se Mere Sath Nahin Hai Kintu aapki Atma aur Man Mere Sath sadaiv Hai Aur meri bhi Atma aur man aapke sath sadaiv hai.
Aane wali Purnima ko Anuradha Nakshatra Mein, pratah Kal Ki Pratham vela mein Mera Vivah nishchit hua hai,
Gauri Ganpati ki Puja Kanya ke ghar mein ki Jaati Hai Uske Mata ke sath isiliye Meri yah ichcha hai ki aap vahan per Mere Naam Se Gauri Ganpati ki Puja Karen Aur Main Yahan per aapke naam se Gauri Ganpati ki Puja karungi.
Is Vivah ko sukhmay banane ke liye Mujhe aapke Aashirwad ki bahut avashyakta hai, mate.
Mera abhi Vidarbha Laut na mere pranon ke liye uchit Nahin hoga,
bhrata Hriday Yahi Hai Vahi Mera Kanyadan Karenge,
Mata, Pitashri Ko Bus Itna Bata dijiye ki maine unko kshma kar diya,
Unki Koi Galti Nahin thi per Vidhi ka Vidhan hi Yahi Tha.
Abhi Chalti hun,
Sadaiv aapke Aashirwad Ki Khoj,
Prema!

Rukmini abhi kagaj aur Kalam Lekar a,
Mujhe abhi Prema ke liye ek Uttar likhna hai.

Meri Pyari bacchi Prema,

Kahan Chali gai hai tu Putri,
Tere bhaagane ki khabar sunkar Mere to Pran hi nikal gaye the per yah jaankar Khushi hui ki tu Sukh roop hai.
Mujhe Vishwas hi nahin Hota ki meri bacchi ka vivah ho raha hai aur Main vahan hun hi Nahin,
Ladka kaun hai kya hai main Rukmani se pooch Lungi Kyunki Main Janti Hun Ki Tune isase pahle Jo Patra Likha Tha usmein Tune Rukmani Ko Sab Bata Diya hoga.
Aur han Putri Main Yahan Tere Naam Se Gauri Ganesh ki Puja avashya karungi,
Aur Tujhe is Patra Ke साथ-साथ Tere Man ke Kuchh gahne Aur vastra Bhi bhijwa Dungi, aur apne bhi.
Vidarbh ki Pratha hai ki Jab Bhi Kanya Vivah Karke Jaati Hai To Apne Sath Apne Man ke Kahne ka ek hissa bhi Lekar Jaati Hai.
Vivah Ka Joda to rukne Ne nisandeh bhejva hi Diya hoga,
Abhi rakhti hun bahut taiyari karni hai,
Tumhari Mata,

Comment