Moran Fanfiction part 39 ( The angst)

Karan- Monamiiiii..... And he released himself from their grip and trying to go inside.... But someone hold his hand tightly and pulled him back with his full strength.....

Monu - karan.... Pagal ho gaye ho kya( loudly)
He sees her , listen her voice without a second he hugged her tightly as much as he can close to him.... And he cried, cried like a chota bacha.... Monu caresses his back and hairs..... Everyone is very happy seeing her..... And relieved 😊....

Monu- shhh.. Bas bas karan.... Relax....
Karan- he fall on his knees.... She also sat with him... He still hold her.... Everyone is in tears seeing him....

Monu- karan bass... Kya hogaya.... Shant.... She hugged him and she also cries seeing his love for her..... Basss na karan....
Param- chote bass.... Theek hai wo, but karan just tighten his grip.....
Monu- karan it's ok, theek hu mein..... Tumhare pass hi hu..... He snuggle in to her and sobbing like a child, he is just scared what if something happen to her, he just don't want to leave her for a second.... He feels like someone give him his Dhadkan back.... His life back....

Faizi- par monami tum thi kha, waha phas kaise gayi, tumne karan ko bola ki tum bahar ho....
Karan- realises ki monu ne use jhoot kha ki wo bahar sabke sath hai....
He broke the hug..... Looks at her his eyes are red due to excessive crying.... Monu looks at him.... She can clearly see that he is hurt, and is angry on her.... She hung her head down.....
Sid aata hai aur use hug kar leta hai
Sid- monu Tu kha thi moti billi.... ( he is crying now) haa aise akeli tujhe kuch ko jata toh mera kya hota haa.... Meri kapda emergency kon solve karta, he too cried like a baby....
Monu- sid mein theek hu! Chup ho ja bass.... Caresses his back....

Param- bacha tere hatho mein kya hua kitna khoon aa rha hai...
Monu - kuch nhi hai bhaiya bas aise hi, academy chalte hai phir mein sab kuch batati hu, sab explain karti hu.... Looking at karan who is looking at her with angry eyes....

At academy,
sab academy pahuchte hai....
Sab fresh hone jate hai, karan monu ka hath pakad ke use dispensery le jata hai...

Monu- karan...
He makes her sit on bed....
Monu- karan! Please ek baar meri baat sunlo....looking at him with sorry eyes
But karan is not looking at her.... He searched for first aid box.... He found and come to her....

He hold her hand.... And pulls towards himself dhire se.... And sit on stool....

Monu- karan! Please ek baar sunlo....
Karan- uske haath antiseptic se saaf karne lagta hai....
Param- bacha u ok...
She nodded but she has tears in his eyes.... 🥺 but karan is just doing his work.... Everyone come their....

Sanju- ab bta monami ka huo tha waha
Monu- unhe sab batati hai....
Sid- what! Par tujhe lock kiya kisne....
She kept quiet as she thinks she doesn't not have proof so no one beleive her,

Param- tune kisi ko bataya kyu nhi ki tu phas gayi hai.....
Karan- anger rises and his eyes filled with tears, one drop fell on monami's palm... She looks at him....

She also cries,
Monu- wo... Wo bomb mein timer start ho gaya tha, bohot kam time tha, mujhe laga ki agar aap ko bolungi tab tak bomb blast ho jayega aur mere sath sath aap sab bhi.... Is... Is.. Liye mene karan ko....

Karan stands up
Karan- karan ko jhoot bol diya ki mein safe hu, ( loudly) haina kyuki tumhari life important thodi na hai kisi ke liye.... Kitni baar mene pucha tha ki tum andar to nhi ho mujhe acha nhi lag rha but tumne.... ( gritting his teeth ) tumhe kya farq patda hai.... Koi kaise bhi jiye ya mare.... Nhi... (Tears feel from his eyes)

Monu- ab mein theek toh hu.... Having tears....
Karan- holding her tightly, agar tumhe kuch ho jata toh.... (Angrily) agar hamesha sath rehne ke wade nibha nhi sakti toh wade kiya bhi mat maro.... ( loudly)
Param- karan relax, bache shant hoja Tu bhi he held karan's shoulder....

Both looks into each other's eyes.... And tears in that, after a while karan leaves her and left from there..... She sat on the bed... And kick a stool.....

Monu- crying like a child......
Sid- monu
Param - bacha relax....
She tries to remove her bandage which karan did (because she is angry on ki karan ye wade wali baat kaise keh sakta hai wo situation nhi samaj rha hai.... )

Karan ek dum wapas ata hai aur uske hath uske piche lock kar deta hai in a way ki use dard na ho

Karan- looking in her eyes angrily

Ye faltu ki zidd karne ki koshish aur harkate dubara mat karna, Samjhi.... Chup chap rest karo....

She released herself,
Monu- mein nhi karungi.... And going to leave.... But held her hand and pull her towards himself....

Karan- don't test my patience level, Rani saheba....
Monu- toh tum meri baat kyu nhi sunn rhe ho.... Ek baar situation samjhne ke koshish toh karo.... Rote hue.... Abhi bhi kya bol ke gaye tum....
Karan- pull her more closer kya bola kya bola haan sahi toh bola, tumne kya kha tha ki tum hamesha mere sath rahogi aur abhi ye kya bewakoofi karke ayi ho....
Monu- toh hu na abhi tumhare sath.... Waha se bach ke ane ki bewakoofi ki kya mene wahi rehna chahiye tha kya....

Everyone - logic hai....

Karan- whaa akele ruk ke mujhe khud se dur karke tumne koi samajdari wala kam bhi nahi kiya hai.... Mujhe batati toh mein kuch kar sakta tha ye risk lene ki jarurat nhi thi....

Everyone - sahi baat hai...

Monu- itna time kha tha, tab tak bomb phat jata idiot.... And she hugs himm

Everyone - ye bhi sahi baat hai....

Monu- acha sorry na! Hogayi galti... Ab nhi hogi.... Mein tumhe kuch hote hue nhi dekh sakti, mujhe jo uss waqt sahi laga mene kiya.... Cutely.... Tum kyu ab ye sab kar rhe ho....

He broke the hug...
Karan- tumhara jo karne ka mann karta hai tum wo karti ho kisi ke bare mein sochna nhi hai.... Mein bhi wahi karunga jo mera mann kar rha hai, aur mein wahi kar rha hu.... Aapse hi sikha hai.....

And he left....

Monu- karannnnn.... Whining like a child....

Param- achi debate thi....
Monu looks at him angrily yet cutely...
Param- uske pass ata hai and caresses her hair , Tu mna legi bacha... Tera hi khadoos shergill hai.... Wo hurt hai tujse pyaar jo itna karta hai... Monu sachii mene pehlu baar use itna tadapte hue dekha hai....

Monu- sorry!

Sab- tum mna logi cadet monami mahajan apne trainer special karan shergill ko....

She smiles in tears.....

Monu- in mind be ready khadoos shergill....

Thankyou! 🤗✨

Comment