Aarohi, the Strong Woman

— Aaru, darwaja khol. Aaru...

Akshara continued to call her but Aaru gave no response. Akshara got scared and came running downstairs.

— Akshu, kya hua? Aise kyu aarahi hai?

— Baari mamma, main Aaru ko kitni baar bulayi, paar woh darwaja khol nahi rahi hai.

— Thaki hai... So gayi hogi.

— Aaru itni geheri neend nahi soti ki woh itni bulane pe bhi nahi sun payegi. Mujhe ajeeb laag raha hai.

— Akshu!

Akshara heard Abhimanyu's voice. She went near him.

— Abhi, tum yeha!

— Aarohi kaha hai?

— Kyu? Kya hua?

— Hamari galati ki saja ajj taak woh bhugat rahi hai. Hum saab ki ek galati woh ajj taak sehe rahi hai!

— Abhimanyu, kya bolna chahate ho bolo plz.. Mujhe darr laag rhaa hai. Meri behen ko kya hua hai?

— Kairav, hamare aaspaas kuch dino se bohot chori ho rahi hai. Hamare ghar security hai phir bhi meine safety ke liye cctv lagaya tha kaal hi garden aur garage mein. Or uski footage mere phone ke saath connected tha. Or waha se mujhe ek video mili. Yeah dekhiye.

Abhimanyu connected his phone with the tv. The whole simran and Aarohi fight was recorded in the camera. After watching it, everyone was shocked and sad.

— Meri galati hai... Maine Aaru ko galat samjha, mujhe laga woh Neil ko use kar rahi hai. Or yeha baat maine kyu simran ko batayi thi... Kyuu!

Akshara felt guilty. Abhimanyu said,

— Tumhari akele ki galati nahi hai Akshu. Hum saab galat the. Or uska natija ajj hamare saamne hai. I hope Aarohi khudko hurt nahi ki ho. Kaha hai woh?

— Abhi, woh mein ushe bulane gayi thi paar hazarbaar bulane ke baad bhi woh nahi kholi darwaja. Mujhe darr laag raha hai.

Abhimanyu ran upstairs. He was about to break the door when Aarohi opened it. Akshara hugged her tight.

— Kya hua hai?

— Aaru, tu thik haina!

— Ha baba... Woh meri aankh laag gayi thi.

— Tum thik nahi ho Aarohi. Haath se khun behe raha hai.

Everyone was shocked to see the deep cut on Aarohi's palm. But Aarohi was not even interested in it.

— kuch nahi hota Abhimanyu. Mein dabai laga lungi.

— Like seriously Dr. Aarohi? Tumko acche se pata hai ki this cut is not small one. Chalo, chalo mein dressing kar deta hu. Akshu, le aao Aarohi ko.

— Arre paar...

— Aaru, Jo bola ja raha hai woh kar. Tu abb bhi iss ghar ki choti hi hai.

Akshara took Aarohi with her. Baari mummy said,

— Hamari Aaru kaab itni badal gayi? Pehele yeah choti baat pe bhi chillati thi, gussa karti thi. Or ajj, itna kuch hone ke baad bhi yeah itna calm hai!

— Samai saabko badal deta hai Swarna. Hamari Aaru abb bacchi nahi rahi, uski khudki ek bacchi hai.

— Lekin itna bhi thik nahi hai. Haar waqt dusro ki chinta mein itni ulji reheti hai yeah ki khudko vul jaati hai!

— Aaplog to yeah hi chahate the Bhaisaab...

— Kya matlab Akhilesh?

— Jaab Aaru apne aap ko hamare saamne explain karti thi tab ushe kisine nahi samjha. Ajj woh badal gayi to bhi problem hai aaplog ko.

— Akhilesh, yeah kya bol rahe ho tum!

— Sahi bol raha hu ma... Maine kabhi baccho mein farak nahi kiya. Lekin aaplogo ne hamesha sirat se zyada Naira ko pyaar diya... Or uske baad Akshara ko Aarohi se zyada. Nahi kabhi kisine Aaru ko samjha or nahi koshish kiya... Kher, abb yeah saab sochke yeah bolke faida nahi.

Akhilesh leaves the three Goenkas in silence.

Abhimanyu bandaged Aarohi's hand and said,

— Simran ki baato ko seriously matt lena...

Aarohi with surprised expressions stared at Abhimanyu.

— Abhi ne cctv lagaya garage and Garden mein. Waha se saab pata chala.

Aarohi remains silent.

— Aarohi, I am extremely Sorry. Hamare wajah se ajj tumhe yeah saab sunna pada. Paar tumhari or Neil ki beech ki mamle mein mejn bolna to nahi chahata but... Tum dono ke rishte ko Simran ke wajah se kaise kharab kiya tum dono ne...

— Aaru, Simran kaisi ahi tujhe to pata hai... Ushe tumlog itna kyu space de rahe ho!

— Akshu, kuch rishte nazuk hote hai. Unko sambhalna hota hai. Neil or mein ek dusre se pyaar to bohot karte the paar humme understanding nahi thi. Hum dono apne families se bohot ignore huye hai ek time pe. Isiliye dono ko hi sambhalna tha but Neil never wanted to understand me. Ushe mujhse zyada bharosa hamesha dusro pe tha. Kher, chodh. Mujhe Roohi ke paas jana hai.

Aarohi leaves the place.




To be continued...

Do vote and comment...

With love
Dibyasha ❤️

Comment