Aarohi and Abhimanyu's Deep talks

Three days passed...

Aarohi was doing her work when Abhimanyu came in.

— Aarohi mujhe baat karni hai!

— Ha bolo...

— Tumhe kuch hua hai kya?

— Nahi. Tumhe aisa kyu lag raha hai?

— Tum Sabanmilni attend nahi ki, Birla house nahi aarahi ho, Akshu se baat nahi kar rahi ho, mujhe ignore kar rahi ho.

— Abhimanyu, mein na Neil se shaadi karne ke baad saab vul gayi thi. Mujhe laga tha, jaab saab accha ho raha hai to purani baato ko vulna hi behetaar hai. Phir Neil se meri divorce hui taab bhi mujhe apna khayal nahi aaya. But, Simran ne ushdin meri aankhe khol di. Mujhe uske baad samajh aaya ki mein sach mein kitni unlucky hu. Meri mumma mere papa ki 2nd wife thi, isiliye Goyenkas ke paas bhi mein 2nd thi, hamesha. Mumma ko darr tha, Akshu kabhi unhe galat na samjhe. Isiliye, unhone hamesha mujhse zyada ushe time diya hai. Parivaar ne hamesha ushe age rakkha. Phir tum aaye, mujhe laga meri zindagi badal jayegi. Lekin tumhe bhi mujhse nahi usse pyaar tha. Ha, mein grateful hu ki tumne tabhi mujhe pasand nahi kiya warna Neil jaisa insaan kabhi nahi aata meri life mein. But phir Neil bhi chala gaya. Meri doctor ki license cancel ho gayi. Or kitna kuch gina sakti hu mein! Kisika pyaar nahi mila, tum akshu saabko galat lagti thi mein. Ajj bhi tumlog nahi badalte agar Roohi nahi hoti to.

— Aarohi, tumne hamesha saab sahi kiya kya? Tumne kitna kuch galat bhi to kiya. Tum...

— Mein galat karti thi kyunki mujhe koi samjhane jaisa nahi tha. Akshu ka hazar jhooth maaf, mera ek jhooth galat. Aisahi to hua hai... Phir bhi mein saab vulke aage badhi. Lekin waha bhi. I don't deserve anything Abhimanyu. Mujhe iss zindgai naam ki pinjre se azaad hona hai. Mein thak gayi, logo se baate sunte sunte, ladte ladte, haarte haarte... Mein thak gayi!

Aarohi started crying. Her heart was paining tremendously. The sense of unwanted, unloved made her life hell. She wanted peace, but destiny never gave her that. Abhimanyu silently left the cabin.

**********************************

Manjiri was in the mandir. She was coming outside when she slipped and was about to fall when a strong hand caught her tughtly from back. She knew this touch, her husband more clearly, her ex husband...

— Tum kaise chalti ho Manjiri? Abhi gir jaati!

— Thank You. Woh mein...

— Tumhara hamesha ka hai... Haar waqt dourna zaruri hai?

Manjiri remained silent. Harshvardhan started walking with her. She asked,

— Aap yeha?

— Ha, woh saamne se ja raha tha, dekha Birlas ki gadi khadi hai socha dekh lu kon hai.

— Accha...

Manjiri knew that Harshvardhan wanted to meet her so he came. Manjiri can't understand Harshvardhan's pov. When she wanted love and care, he gave disrespect and what not! Now, when she was trying to move on, him is showing love! Manjiri suddenly became harsh.

— Aapko nahi lagta ki aajkal aap kaam kam kar rahe hai?

Harshvardhan was surprised. He was unable to understand what Manjuru was trying to say.

— Matlab?

— Pehele to mujhse baat chodo, ek nazar milane ki bhi fursaat nahi thi apko. Abhi achanak, aap Birlas ka gadi dekh ke aagaye!

— Pehel mein kaam ke alawah kuch nahi karta tha, abhi mein kaam ke saath bohot kuch karta hu.

— Kya faida... Samai ka kaam samai mein na karo to kaam bigad hi jaati hai. Mein chalti hu.

Manjiri leaves heartbroken Harshvardhan.

"Tumse pyaar karne ka fursaat nahi mila mujhe kabhi Manjiri... Pehele kaam phir, Neil ka paida hona... Saab itna zaldbaazi mein hua ki. Meine tumhare saath bohot galat kiya hai Manjiri. I deserve all these. "

****************************

Neil was sitting in his room. His laptop was open on his lap. He was going through Aarohi's photos. He was missing her. The love for her is still there in Neil's heart. He can't deny the fact that Aarohi matters to him more than himself. Aarohi was Neil's first and last love. Aarohi's smile, Aarohi's love... Neil shut down the laptop. He was irritated by the fact that Aarohi hadn't came here for almost three days.
Neil said to himself, " Yeah ladki bhi na... Kyu nahi aarahi? Kuch hua hai kya? Koi batata kyu nahi? Kise puchu?"

Aarohi was crying in her own room. Roohi went to Birla House. Aarohi got her free time and her past haunted her like hell. Crying Aarohi wanted to hug someone tightly. But, She was alone just like everytime. She fell asleep while a song played in her player.


To be continued...❤️

With love
Dibyasha ❤️

Comment