Happy for you...

happy reading fellas...


Karishma and Cheeta follows Rajveer and all reaches the guest house...they gets down and Rajveer takes them to the house...Karishma and Cheeta were amazed by the house....they all looks around memorized by the beauty of the nature as well as the house.....they comes inside and looks around...


K – vaise ye ghar bahut hi accha hai...Rajveerji....


R – ji shukiriya.....bahut hi mushkil se baanaya hai..hum tho chote log hai baas humse jo huva baas vohi huva...


Then they hear some music and were surprised to see the man who is in the hall talking to many people....


K – Rajveer ji kiya hum jaan sakthe hai ki ye sab kiya ho raha hai..kya pehale se ye log yaha raha the hai...


R – aery nahi nahi...mujhe nahi pata ki ye log koun hai par jo baat kar raha haina vo aur koi nahi balki mere beta hai....ek minute mai baat kartha hoon usse....( goes towards his son who is busy talking to them ) Karan ye sab kiya hai..


K – aery papa...welcome to my company...ye dekhiye maine apne picture keliye music director dund liya hai..baas gaane ki baathe kar raha hai aur kuch nahi...


R – ( pulls him to the door ) abhi ke abhi ye log yaha se jaana hoga...nahi tho mujhe se bura koi nahi hoga...


K – par papa kyu...abhi tho inthni mushikil...( stops himself when he sees Cheeta and old man ) aery ye log koun hai....


Comes to them and Cheeta and Karishma smiles and goes behind....but Karan looks at her and tries to study her face...


K – papa ye log koun hai..aur inhee dekhar lag raha hai ki jaise unhone ye sab apne chahare pe laagaya ho....( Cheeta and Karishma shockingly looks at him and then she lowers her head ) vaise apko dekh kar na mujhe yaad aa raha ki mai apko mere picture me papa ka role kar sakthe ho...


R – baas karo aur jaavo yaha se....ye bahut hi bade log hai aur tumare jaise logo ke saath kaam nahi karenge...


K – Rajveer ji ...kiya hume bhi inke saath rahana hoga...


R – nahi nahi sirji...aap aaram se baitiye hum isse bahar bejh the hai...


Karishma goes to the couch while Rajveer pulls Karan to the corner...


K – papa apko kiya ho gaaya hai..


R – aery sunn meri baat ye jo admi haina vo cheeta ke papa hai aur bahut bade aamir hai...


K – haan tho isme kiya huva...


R – inthne bade aamir hai ki ye log humare ghar ke saath saath iss guest house ko le sakthe hai isliye mai bol raha hoon ki jaavo yaha se aur inhee araaam karne tho...


K – ( thinks for while ) papa apke iss baat se hum ek bahut bada idea mila hai par mai baadme aa kar inse baat karuga....( goes from there )


Rajveer also sends the other out and instructs his servants to take care of them...


K – Rajveer abhi hume rest karne ki jaruat hai..( coldly ) tho kiya aap humse baad mil sakthe hai..


R – haan kyu nahi..aap dono aaram se rahiya...kuch bhi chaiye tho hume phone kar dijiye aur alge second hi yaha honge....


Karishma nods and Rajveer goes from there saying good bye to everyone....Cheeta follows Rajveer to the door and waits for him to go. After watching car to riding to his house cheeta closes the door and comes inside with excitement...


C – kiya baat hai yaar....Karishma...tune tho bahut hi aachi acting ki hai...


Karishma is frustrates removes everything and throws it on the couch....Cheeta don't know about this scold behavior which she has been showing to him for a long time..


C – kiya huva...aise behave kyu kar raha hao...


K – hum aaj hi vaapas jaa raha hai.. aur kisi ko apne papa bane lena....bahut hi badi galathi karthi tumre papa ban kar...


C – ye tum kiya bol rahi ho..saaf saaf bolo kiya huva..aur jab se tumhe dekh raha hai tum thik nahi lag rahi ho...


K – Cheeta...humne kaha na humse nahi ho paayega...tum kisi aur ko apne papa baana lo...


C – bina koi reason diya aise nahi jaane nahi de sakthe...bolo kiya huva...( stern voice )


K – ( looks directly in his eyes ) Cheeta..tum sach me Rajveer ji ke beti se pyaar karthe ho na...


C – haan bikul..100% hum unse hi pyaar karthe hai..


K – aur vo ladki.... kiya vo tumse ussi tarah pyaar karthi hai..


C – haan bahi...vo bhi karthi hai...


K – accha kinta percent..


C – vohi 100%...par tum ye sab kyu puch raha ho..


K – Cheeta hum baatha nahi sakthe ki humare dil me kiya chal raha hai jabse humne unhee dekha haina tabse humare dil utt gaaya hai...ye tho humre papa ka aur maa ka aahirvad hai jo abhi tak hum zinda hai nahi tho hum apne aapko kuch kar baite jaise....jo haar love failure logo ke saath hotha hai...


C – humare pyaar ka aur tumre dil uttne ka kiya connection hai..


K – connection hai...jo ladki jise tum pyaar karthe hona vo humse bhi pyaar kar chuki hai..college ke time se...hum unke bina aur vo humare bina...par yaha aa kar tho kuch aur hi dekhne ko mil raha hai...unse hume dhoka diya hai Cheeta....dhoka...( says with teary eyes )


C – ( shockingly ) kiya....ye tum kiya bol raha ho...


K – hum sach bol raha hai....jabse humne unhee dekha hume bardash nahi ho raha ilsiye hum jaa raha hai...kabhi socha nahi tha ki ithne pyaar ke waada karke vo hume dhoka dengi..


C – koun Santhosh....( in shock )


K – nahi nahi...vo Haseena ko bol raha hai..


C – ( chuckles ) aery vo tho badi behan hai ...hum tho choti se pyaar karthe hai...


Hearing those words her face light up and smiles with teary eyes....she comes near him and hold his shoulder..


K – ( in happy tone ) tum uss choti..matlab Santhosh se pyaar karthe ho..


C – haan...tumne dekha nahi kiya...vo bhi tho vaha par thi..


K – ( closes her eyes as she feels guilty for not trusting her love life ) sun kar bahut aacha lag raha hai yaar....hum bahut kush....sach aaj hume sukoon mil raha hai ye baat sun kar...ki baatha nahi sakthe....sach me jaan aagyi yaar...


C – accha ji...tho Haseena ki kiya baat hai...


K – ( shyly ) humne kaha na hum unke bina aur vo humare bina nahi raha sakthe..bahut pyaar karthe hai apni princess se...( lowers her head )


C – hmmm..tho ye baat hai..tabhi tho soche ki..acchnak se tumare behavior badal kyu gaaya...vaise bahut kushi ho rahi hai ki tumhe bhi apne liya kisi ko dund liya hai....i happy for you yaar...( hugs her )


K – ( hugs him back ) sorry....humne tum par aur apni princess her shak kiya..pata nahi ye galathi kaise ho gaayi...( breaks it ) hume viswas hai apne pyaar par aur humari princess par...jab humne uhnee vaha acchnak se dekh liya tho hume kuch samjh nahi aa raha tha..


C – aery yaar..aise hotha hai..ye tho galathi se huva hai....agar hum bhi tumare jagha hothe tho shyd hume bhi aise hi react karthe..par aacha kiya ki tune humse baat ki nahi tho humare love story ke saath tere bhi love sory ka band baaj jaatha hai...


K – haan yaar..shurkar hai sab misunderstanding clear ho gaayi....chalo ab hum aaram se apna kaam kar sakthe hai..


C – aur hum dono mil kar hi unhee samjhage bhi ki unki soch galath hai..


Both shakes their hand and smiles...they both were relived by talking about misunderstanding they had....Karishma still feels guilty about it but she knows she needs to talk to her love life not now as she wants to surprise her and to see her reaction.....and both talks about their plan...


At the Rajveer home...


R – pata hai jab unhone kaha ki unhee koi farak nahi padha tha ki unke shares me inthne lose huva hai..aur bhi lakho ke..aagr ye baat mere saath huva hotha tho mai tho vohi niche gir ka maar hi jaatha....bahut hi bade insaan hai aur mai soch raha tha ki kyu na mai unse baat karo apne betiyo keliye...


H – papa humne pehale hi kaha tha hum koi interest nahi hai...


R – haan pata hai.. fir bhi..


H – dekhiye papa hume bahut kaam hai hum jaa rha hai baki apki marzi...


R – aery sunno tho sahi..


Santu comes from washroom and sees her father sadly sitting on her bed...she goes near him and sits besides him...


S – kiya huva papa....


R – kuch nahi huva baas apne kismet ke baare me soch raha hai....dekho humare guest house ek ammir admi baitha hai...bahut hi bade admi hai aur jo unka business hai jo sab unke beta ko hi jaayega...aisa bhi hotha hai kiya..


S – mai samjh nahi papa..


R – beta unhone bina socha hi mujhe apne bete keliye meri beti ka haath maang liya...aisa bhi koi puch tha hai kiya..


S – ye tho aachi baat haina papa...aap bhi tho yehi chahathe ki aapse bhi koi aamir aaye humare riste keliye....( shyly )


R – ( understood what she is saying but thought to tease her ) haan par hume vo ladka pasad nahi hai..nalayak hai...dekha na kis tarah se mujhse baat kar raha tha job vaapas lene keliye...mujhe ye thik nahi lagtha..


S – papa vo tho ek misunderstanding thi na...aur Cheeta inthna bhi bura nahi..bahut hi acche hai..dekhne bhi aur dil se bhi...unhone ithne pyaar se humari car thik kiya tha ...ye jaanthe huve bhi mai aap ki beti hoon fir bhi unhone humari madad ki...


R – nahi nahi...bikul bhi nahi pasad hume..bandar hai...


S – papa...hum sach bol raha hai..ek baar aap unke saath time spend karoge na tho tab jaake apko pata chalega ki vo kaise hai..


R – baas samjh gaaya ki tumari ghadi kaha se jaa rahi hai..saaf saaf bolo na ki tumhe vo pasad hai..


S – ( hugs him ) aisi baat nahi hai papa...


R – chal koi nahi mai baat kartha hoon unse..ab tho kush ho na..


S – bahut...


Rajveer hugs her daughter loving and Santu too hugs him back..this loving moment is being watched by Haseena....she feels happy that her baby sister is getting her love life...she smiles and comes towards them and gives a group hug..


At the guest house...


K – yaar ye dhadi aur wig...kithna pareshan karthi hai...pata nahi ye sab kab khatam hoga...aur hume princess se bhi milna hai..pata nahi kithna naraz hogi..baat jo nahi kiya..


C – ( brings her coffee ) nahi hogi..bhabhi nazar aur hogi bhi tho maana lena..aur vaise bhi ab tu yaha haine phone karke bol de unhee milne keliye..


K – nahi bikul nahi..hum tho unhee surprise dena chahathe hai...baas ussi ke baare me soch raha hai...ki kaise kare...


C – ye tu sochna baad kar aur mujh pe chod de...tu humare liya ithna kar raha hai tho hum bhi tumare pyaar keliye kuch karnge...


Then suddenly they both hears the sound of car and runs out to see who is that....gets shock to see Rajveer car and Karishma and runs inside...


K – ye tho Rajveer ji ki car hai...


C – aur nahi kiya...jaa aur apne aap ko tyaar kar...


K – par wig aur dhadi laaga me 20 mins tho lagega hi..


C – uski chinta na kar hum dekh lenge baas tu ja...


Karishma takes her makeup set and runs inside her room....Cheeta call one of the servant to the hall...


S – ji sirji boliye...


C – dekho hum apne papa ke saath kuch business ke baathe kar raha hai..agar koi aaye tho unhee wait karne ko bolna..thik hai..


S – ji sir ji...


Cheeta too runs inside to help his friend who is struggling to wear the wig...and closes the door. Outside Rajveer gets down from his car and comes to the porch where he is stopped by his own servant...


R – tumari inthni himmat ki tum mujhe rok raha ho..pata haina ki mai koun hoon..


S – ji sirji hume pata ahi..vo tho Cheeta sir ne bola ki vo thode busy hai aur agar koi aaye tho unhee wait karne ko bole..


R – aacha...unhone hi kaha hai...fir tho hum wait karthe hai tum javo apne kaam karo...


The servant goes and Rajveer sits on the chair and waits for them...after sometime Cheeta opens the door and comes out to see Rajveer there...


C – aery sir aap yaha...sorry thode busy the isliey apko aise wait karne ko bolo..


R – koi baat nahi beta..hum tho apke papa se baat karne aaye hai..


C – ji jarur..chaliye...


Cheeta and Rajveer goes inside the hall where Karishma is busy with some work....Rajveer slowly goes near her and greets her...


K – aery Rajveer ji..aaye...baitiye..


R – ji shukiriya.....vo mai ye puchne aaye the ki apko yaha sab thik tho lag raha haina..koi gadbad tho nahi..


K – nahi bikul bhi nahi...hume yaha bahut hi accha lag raha hai..soch raha ki alage saal bhi yaha aaye...you know for a vacation..


R – jarur aap aaye..aur jaise hi aayege humare ghar aathe hi rahiye...


K – of course ye bhi koi bolne waali baat hai..


R – vo mai aapse kuch baat karne aaya tha kiya ab hum kar sakthe hai..


K – haan boliye..


R – vo ye bol raha the ki aap bhi inthne bade admi hai aur apke bete bhi..ye bhi nahi jaan paaye ki apke bete humare saath kaam karthe hai....ye socha the hai tho sapna lag tha hai..


K – vohi tho ye sab iski zid ki vaijse huva hai..agar iski shadi huvi hothi tho ye sab nahi hotha...


R – apne tho mere muh ki baat bol diya...mai bhi yahi bolne aaya tha ki aagar apke bete ki shadi huvi hothi ye sab kithna accha hotha...par apne iske baare socha kyu nahi...


K – kithna baar isse bole ki shadi karle par maana hi nahi...aur tho aur apko pata hai Rajveer...sher ke bade business man apni beti keliye mere beta ko maang raha hai...kithne log hai jo humse ristha karna chahathe hai..agar aise bol the raha tho list bahut hi lamba ho jaayega...kis ki baat maane apne bete keliye..


R – ( feeling sad as there no use to talk further ) thik hai ji hum jaa raha hai..


K – aery rajveer ji....kiya huva...aur inthni jaldhi jaane ki kiya jarurt hai..


R – nahi baas maan accha nahi laga raha hai..sochaa apse baat karlu..par ab lagtha hai ye sab nahi hoga..


K – dekhiye Rajveer ji jo bhi baate apke maan me hai usse bahar laaye aur baat kijiye...vo kiya haina agar humne kisi se baat nahi kit ho dono ko hi pareshani hogi ek apko aur ek dusre ko...


R – apki baat sahi hai.....hum tho apse ye puchna aaye the ki meri bhi do betiya hai aur socha kyu na mai apne beti keliye apke beta ka haath maangu...


Karishma shockingly looks at him and doesn't say anything..Rajveer seeing her reaction gets terrified and afraid that he might have asked wrongly to him....he lowers his head as he can't face him...but our beloved Karishma smiles as their planning is working....Cheeta too smiles and but hides it quickly...


K – ( laughs )


R – sirji agar apko bura laage tho mujhe maaf kar dijiya....aise baate aage se nahi hogi...


K – aery nahi nahi....Rajveer ji..apne jo kaha hume sun kar accha laga aur hum tho kuch nahi kahenge....kyuki ye humare beta ka zindagi ke sawal hai..tho usse hi puchna hoga na ki vo kiya chahatha hai...


Rajveer runs towards Cheeta who is sitting at the other side room.....Rajveer comes near him and Cheeta stands...


R – ji aap boliye..apki marzi kiya hai...dekhiye isse accha muoka nahi milega...


C – uhh....hume thoda time chaiye sir iske baare me sochna keliye.... do din dijiye..


R – aery Cheeta beta..aise kaam ko na koi deri nahi karni chaiye....shubh kaam ko jaldhi kare tho accha hoga....


Cheeta comes to his father and Karishma winks to his. He smiles and stands beside him...


C – papa apke liye koi problem tho nahi haina...yaha aur hum inke beti se shadi karne keliye...


K – hume koi problem nahi hai...vo tho hum socha raha the inthi choti jagha tumare rista...


R – ( comes to them ) dekhiye siirji...bura na maane tho mai ye kahana chahatha hoon ki mere bhi yaha estate ka business hai jo bahut hi accha chal raha hai..apke jaise bada thi nahi hoon par yaha iss jagha me bada hoon..maaf kijiyega agar bura lage tho..


K – aery Rajveerji...aap tho bura maan gaaye....hume pata hai ki aap kithne baade admi hai....aur apke jaise personality ke log milthe bhi kaise..dekhiye apne hume bina kuch kaha apne guest house rukne keliye kaha..agar yaha koi aur hotha tho aise thoda na rahane detha...hume ye baath bahut hi acche lagi aur aapse ristha karna ye humare liye bhi acchi baat hai..


R – ( smiles whole heartily ) hume ye baat sun kar accha laga....tho beta apko kiya kahana hai...


C – papa hum bhi shadi karne keliye tyaar hai aur vobhi hum unke choti beti se shaadi kar lenge..


K – lo ji apka kaam bhi hoga.....par ek problem hai apki badi beti ka kiya hoga...


R – uski chinta aap na kare..uske liye bhi koi accha rishta aaye tho uski bhi shaadi kara denge...baas apki haan ki baari hai..


K – humne bol diya na...ab aage ki kaam dekhiye....aur Rajveerji aap bahut hi kismet waale hai..


R – vo tho hai...fir hum nikal the....aur aage ka kaam bhi tho hai....tho aathe hai samdanji..aur beta...aery nahi aap tho humre ghar dhamad ho...aathe hai...( goes from there )


Cheeta and Karishma watches him go and closes the door and then both smiles as they are going in right direction..


C – ( forwards his hand ) thank you so much papa...


K – ( shakes her hand ) most welcome my son...


Both laughs and hugs each other in excitement.....


Rajveer house at the evening...


Karishma and Cheeta comes to his house. By seeing them all greets him and asks them to come inside...Cheeta and Santu exchange smiles....Karishma looks at love birds and feels happy for them. Then she researches for the most important person in her life...that's when her eyes fells on her love life who is looking very dull. She can understand that why she is sad but soon she is going to be happy by seeing her...for that she has to wait a little...


R – sirji...aap yaha..kuch kaam tha kiya...mujhe vaha bulaya hotha aa jaathe apke paas..


K – bahut badi baat nahi hai...baas apse ek request chaiye tha..aur kuch nahi..


R – mujhse..aisi kiya baat hai..


K – ji ab tho dono ki family riste ma badalne waali hai tho socha thoda jaan le aur humare baache ko bhi jaane ka hq de ...kiya bol the hai..


R – haan bikul..ab unki zindagi ka sawal hai tho jauru unhee jaane ka pura hq hai...


K – isliye humne socha kyu na hum sab mil kar yaha paas me koi picnic jaaye....baacho keliye thoda time spend karne ka mouka mil jaayeg aur hume ye jagha dekhne ko bhi mil jaayega...


R – haan bikul..par baat hai ki muje estate ka kuch bahut bada kaam hai tho main nahi chal paavuga..ek kaam kijiye aap inn baache ke saath jaaye aur mazae kijiye..


K – ye bhi sahi hai...( looks at Haseena )


H – nahi papa...hume nahi jaana...aur jaana hai tho Santhosh ko bejhiye par hume nahi..


R – beta aise nahi bol the...bade hai..aur tum unhee jagha bhi dekh sakthi ho..


K – haan beta...ye bacche tho busy ho jaayega tho hum kise baat karenge islye tum bhi humare saath chalo...( winks at her and Haseena fumes in anger. As she thinks that old man is crossing his limits )


H – nahi papa..


S – ( holds her hand ) chalo na didi..vaise bhi aap bol rahi thi ki ghar me bore ho rahi hai tho chaliye na humare saath..


H – par santu..


S – plzz....( with puppy eyes )


H – aacha thik hai..hum bhi chalege..


C – ye vohi na baat..fir hum kal chalthe hai....aap dono tyaar rahina..hum apko lene aa jaayege....


S – ( whispers ) apke wait karugi...


Cheeta smiles and Santu blushes seeing him like this. Here Rajveer gets busy with servant so Karishma goes near Haseena who is still angry with old man behavior....


K – ( whispers ) hum bhi apka intezaar karnega....late mat hona plzz....( again winks at her )


Haseena again gets anger and kicks old man leg...Karishma winces in pain but controls her but enjoys her love life who showing all tantrums....she composes herself and again winks at her. Runs from there before Haseena murders her...


Later at the guest house..


Karan enters the house and asks Cheeta to meet his father...Cheeta nods and takes him to Karishma who is reading newspaper..


K – ji...hum Karan..naam tho sunna hoga..


K – ithna bhi nahi sunna fir bhi bolo kiya baat hai...


K – vo kiya haina uncle..jabse apke baare me humare papa ne baat ki tabse humare dimag me ek baat chal rahi hai..kiya hum usse baar me discuss kar sakthe hai..


C – haan kyu nahi..


Ka – uncle apko tho pata hai ki mai abhi film baana raha hoon..aur mere papa hi produce kar raha hai ..par unhee viswas nahi ki mai acche films baana luga..isliye for a backup aap se baat karne aaye hai ki kiya aap humare film me produce karnege...


K – hmm...baat tho sahi hai....par tumhe koi short film ya uska kuch experience hai...


Ka – uhh..nahi...par koshish tho jaari hai...


K – ek kaam karo pehale apke papa ke paiseo se ek film baanao aur agar hume pasad aaye tho hum fir iss baare me sochnge..


Ka – sirf sochenge...


C – ji..abhi tum jaa sakthe ho..aur socha ki mere papa ko kaise impress kare...


Cheeta pulls karan to the door and Karan thinks what to do next so that they will agree to his idea and goes from there...


At the Karishma house..


Rohan comes from his office and sits on the couch....her wife bring the water and sits beside him as he looks exhaustion...


W – lagtha hai aaj kaam kuch jadha tha office me..


R – haan bahut....par aache huva ki Karishma ne adha kaam kar diya..nahi tho humse ye sab nhi hotha..vaise hum kal Shimla nikal raha hai..


W – kyu..aise acchnak...


R – vo Shimla me kuch business meeting hai aur kuch estate lene ke baare me socha raha hai...inki business bhi aaj kal bahut hi accha chal raha hai tho socha hum yaha jaa kar aaye..aur dekhe ki kaise hai sab..


W – thik hai...aap jaaye...hum apki packing karthe hai...


Then they both gets buys with the packing and Rohan leaves to the Shimla for business trip...


Next day...


Karishma and Cheeta comes to Rajveer house to pick them up for the picnic....Cheeta and Santu were excited about this meeting whereas Haseena is lest interest in this...


H – papa hume nahi jaana...


R – beta ye tum kiya bol rahi ho...


K – ( comes near them ) Haseena beta chinta ki koi baat nahi haina..


R – aery nahi..vo baas kaha rahi thi ki aap logo ke saath vaha kiya karegi..


K – inthni choti si baat...hum haina...Haseena beta hum tumhe vaha akele thodi na chodenge...( smiles naughtily )


H – kiya kaha apne..( roars on her )


K – ( fumbles ) humare matlab hai ki hum haina tumhe bore hone nahi denge...tho plzz chaliye..hume der ho rahi hai..


S – haan chalo di..


C – ji Haseenaji chaliye..


Haseena nods and all goes out his car...Rajveer feels happy seeing his new family....here Haseena tries to go sit beside her sister but Karishma stops her..


K – aery Haseena beta...tum humare saath baito...aur humse baat karo...( Haseena fumes in anger ) aur inhee pichle baitne tho...unhee maza karne detha hai..


Haseena gets irks and sit at the front...Santu sits at the back waiting for Cheeta to join him....both Cheeta and Karishma exchange looks and smiles....gets in to car and rids to their destination....




Waiting for the response...


Stay Tuned for next update..


Adios Amigos.......

Comment