Part 04

In the next Morning.

Meerab wakes up and finds Murtasim is not in the room.Then she see the time and realise she slept for a long time.And Murtasim go for work.Meerab feels terrible headache and decided to take strong coffee.

Meerab tells Servent to give her a strong coffee.When she gives her a coffee,Meerab asked;

Meerab:Khan ne jate waqt nasta to kya tha?
Rida:Dar dar ke chai leke gayi woh chup chap pi gaye.Aur kaha aap agar uth jaye to kahu unhe ek call kare.
Meerab:Thik hai tum jao.

Sipping on coffee,Meerab called Murtasim.

Murtasim:Uth gaye tum?
Meerab:Ji.Aap ne Mujhe jagaiya kyun nahi.Pata nahi thik se nasta kiya bhi nahi.
Murtasim:Relax my dear wife.Ek din der so gaye to aisa kya ho gaya.Aur nasta kya hai kar liya Maine.
Meerab:Lekin aap ko to mere hath ke ilawa kisi or ke hathon ka chai bhi pasand nahi.
Murtasim:Mere liye sab se jyada importent tumhara tabiyet hai.Humesha mere kheyal mein hi masruf rehte ho.Khud ke bade mein sochte hi nahi ho.Is liye aaj jab tum so rahe to Mujhe tumhe jagane ka maan hi nahi kiya.Aur suno agar tabiyet thik nahi laage to aram karo.
Meerab:Lunch mein kya bheju?
Murtasim:Mere pasand to mujhse jada tumhe pata hai.Jo bhi banaoge kha lunga.
Meerab:Thik hai bhakhtu ke hath bhej dunga.
Murtasim:Suno tumhari agar tabiyet thik nahi hai na to khana banane kitchen mein maat chali jaana.Zohra khala se kaho woh banake bhej denge.
Meerab:Mein thik hu Murtasim.
Murtasim:Tumhare awaz se hi pata chalta hai tabiyet thik nahi hai.Khabardar kitchen mein kadam bhi rakha to.Mein tumhare pal pal ki khabar lete rahunga.
Meerab:Thik hai nahi jata kitchen.
Murtasim:Aur aram karoge pure din.
Meerab:Jaise aap ka hukum.

After cut the call,Meerab goes to kitchen and told Zohra to what to cook today for Murtasim's lunch.Zohra asked her;

Zohra:Aap ki ankhen itni laal kyun hai bibiji.Tabiyet to thik hai?
Meerab:Kuch nahi hua Mujhe.Bas sad mein thoda dard hai.
Zohra:Aap ko dekhke Bilkul thik nahi laag rahe.

Then Zohra checked her temperature and said;

Zohra:Bibiji aap to tej bukhar hai.
Meerab:Kuch nahi bas aise hi jism garm ho gaya.Aram karungi to thik ho jaungi.

Zohra gets called Murtasim.

Zohra:Khan ka call hai.
Meerab:Unhe maat batana please.

Then Zohra takes the call and said ok.And cut the call.

Meerab:Kya kaha aap ke khan ne?
Zohra:Aap ko aram ka kaha hai Aur rasoi mein Bilkul nahi aana.
Meerab:Thik hai.Shukriya khala unhe na batane ke liye.Pata to meri zara si bhi takleef mein woh kaise pagal ho jaata hai.
Zohra:Pata hai bibiji.Khan apse bohot mohabbat karta hai.Allah apki mohabbat ko humesha bar karar rakhe.
Meerab:Ameen.
Zohra:Jake aram kare bibiji.Kisi bhi chij chahiye to awaz laga dena.

Meerab left for her room.

In the evening.

Murtasim comes from work soon.He goes to finds Meerab towards room.She was not in the room.Murtasim finds whole house she was not here.Then he goes terrace but can't find.Murtasim called on her phone but her phone rang up in the room.Nobody knows where to Meerab gone. Murtasim getting crazy and go to garden to find if she is here or not.

When Murtasim goes to garden,He watch meerab puts bandages on a birds legs and free to the sky.

Murtasim ran towards her and hugs.

Meerab:Kya hua hai?Aap itni jaldi ghar mein?
Murtasim:Kaha thi tum? Mein ghar mein dhunda lekin tum nahi mile.Pata hai kitna dar gaya tha mein.Mujhe laaga tum....
Meerab:Aap ko chodke kahin chali gayi.Murtasim apke ilawa mera koi thikana nahi koi apna nahi.To kaise chali jaati.
Murtasim:Tumhe khone ka dar Mujhe humesha satata rehta hai.
Meerab:Mein aap ki hu Murtasim.Sirf aap ki.

Then Murtasim holds her hand and feels her body is warm.He checked the temperature and said;

Murtasim:Tumne bola kyun nahi tej bukhar hai tumhe?
Meerab:Kuch nahi huya hai.Thik hu mein.
Murtasim:Had hoti hai laparwayon ki bhi.Khud ka koi kheyal hi nahi tumhe.Aur khala ne bhi Kuch nahi bola.
Meerab:Unki koi Galti nahi hai.Maine mana kya tha kuch bhi bolne ko.
Murtasim:Kamre mein chalo aram karoge.

In the room.

Murtasim put Meerab to bed and cover her with blankets.He checked her temperature with thermometer and called doctor for medicine.

In the night.

Murtasim brings a soup for Meerab and said;

Murtasim:Yeh lo meerab muh khulo.Subha se Kuch nahi khaya.
Meerab:Aapne banaiya hai?
Murtasim:Haa khala ne madad ki.Muh khulo.

Then Murtasim fed her.

In the middle of the night.

Meerab gets high fiver.Murtasim watering her head with towels.Murtasim thinking,

"Thik ho jau Meerab.Tumhare begair mein adhora hu.Mein bata nahi sakta mein kitna mohabbat karta hu tumse.Chot tumhe lagti hai Aur takleef Mujhe hota hai.Tumhari khone ke kheyal se hi mere duniya ruk jaata jai.Please Mujhe chod ke maat jaana kabhi."

Then the blurred memories of the past are floating in the eyes of Murtasim.Where a boy told to the girl.

Boy:Mujhse shaadi karoge?
Girl:Haa karungi.
Boy:Mohabbat karte ho mujhse?
Girl:Bohot jada.

After heard voice of the meerab,Murtasim comes conscious.

Murtasim heard,Meerab said;

"Mujhe maf kar do Ammi Abbu.Mujhe khudse dur maat kijiye.Nahi jee paunga aap ke begair."

Murtasim checked her temperature and it's getting high.Murtasim massages her feet and Meerab stop blabbering.

[This the romantic story.]

Comment