part 1

hello guys 😀

so here starts our story,

After Armaan asks her to leave his life, abhira walks out after signing the divorce paper

abhira walks on the road toward the bus stop and looks upward while walking

abhira; aap kyu chali gayi mamma ,muja chod ka ,abhi Mera koi nahi hai ,aur jiska sath aap na Mera zimadari di,usna bhi muja bhoj kaha diya ,kyu kiya mamma aap na Asa, atleast meri shaddi armaan sa nahi hoti tho ,mai unka zindagi ma nahi jathi ,aur mai khud kho aur un sab kho meri vaja sa problem nahi hoti , ais humesha kyu hota hai mumma mai kuch bhi karu phir bhi sab muja he blame kartha hai ,par aab jo abhira ek baat par chup nahi rahthi thi ,vho aaj dusro sa khud ki baath kar ma bhi atak jathi hai abhi,mujsa nahi hora mamma,mai na shaddi karka bhouth badi galti kardi mamma, atleast yaha rahi tho Mera self respect aur upbringing pa koi ungli nahi dektha mamma,mai kya karu abhi mamma ,mai kaha jaoo abhi ,kuch rastha dekha do mamma

till then reach the bus stop and see the bus and then see the Mussoorie bus

Without thinking anything she boarded the bus to Mussoorie

and she started her journey towards Mussoorie and looked outside the window

and think abhi bhout hoga,abhi Mera life ma naa hi koi Poddar family sa rishitha hai,aur naa hi aab mai kiski biwi ho,nahi kiski daughter-in-law aur nahi kiski bhabhi,nahi abhi mai abhira armaan Poddar hoo,abhi sirf aur abhira Abhinav Sharma hai aur kuch nahi, and Abhi sa mai ek new life start karungi sab sa dur,aur mai apni mamma ka dream Pura karungi, for that, I need to go from this Udaipur, aur kai kabhi yaha nahi aungi,iss city na muja bhouth tod diya( she don't even know her mother also walked on this path only before her) and she is determined to start her new life now, without this people

after long hours she reached Mussoorie
and after reaching there she goes to the hotel where she used to work with her mamma

after reaching the hotel she went inside towards the reception place and she saw her Kiplin uncle

Kiplin: abhira beta tum yaha iss time kya kar rahi ho beta aur armaan kaha hai beta

abhira: uncle mai yaha phir sa raha na chathi ho ,abhi armaan aur Mera ka bech koi rishtha nahi raha

kiplin: kya huva beta

Then Abhira started telling what happened there and how Armaan blamed her

kiplin ; abhira ethna sab kuch hogaya aap ka sath ,aur armaan aisa kaisa tumha kaha saktha hai beta,shaddi kiya hai usna ,tumhari mamma na uspa barosa rak kar tumhara hath diya tha

abhira: Abhi sab kuch khatam hogaya uncle abhi kuch nahi bacha un sab ka liya, kya mai ja sakthi ho, Mera aumamama ka jo Ghar tha usma

kiplin: nahi beta

abhira: par kyu uncle

kiplin: beta tumha pata hai Yuvraj abhi bhi yaha hai Mussoorie ma ,aur agar tum yaha ekali ho phir sa vho tumha chodaga nahi ,isliya kaha ra hoo beta agar tum yaha rukhi tho phir tumhara jaan kho kathra hai
jis sa tumha bacha na liya tumhari mamma na ethna koshish kiya ,vho sab kuch waste hojaya ga beta

abhir : sit near sofa ,abhi mai kya karu uncle muja aur kaha jana hoga ,mera to koi apna bhi nahi hai

kiplin: muja ek jaga pata hai

abhira; kaha

kiplin; kausali

abhira; par Mera vaha koi nahi hai uncle

kiplin: nahi beta muja pata koi nahi par vha tumhara ek Ghar hai ,tumhara mamma ka naam par hai ,aur is sa tum yaha sa dur bhi raha sakthi hoo

abhira: mamma ka Ghar, par muja nahi pata tha humara Ghar hai kausali ma

kiplin: muja uthna nahi pata beta ,par ethna pata ki tumhari tumha ek nayi jagah par new life start karna chathi thi isliya vho yaha ayi thi ,par ethna mai jaan gaya ki kausali tumhara papa ka bach pan ka jaga hai ,

abhira: par mamma yaha ayi hee kyu jab hamara own house hai

kiplin: yeh sab nahi pata beta ,may bhi kuch baath hogi ,tabhi sab kuch chod kar yaha ayi thi

abhira: par us Ghar ka paper aur keys vho sab

kiplin: Mera pass hai beta ,tumhari mamma na vho Ghar tumhara naam Kara tha aur Mera pass rakatha tumha Dena ka liya ,tumahara shaddi ka baad milna nahi huva tumsa aur isliya Mera pass hai

abhira; tik hai ,mai kaal chali jathi hoo ,kya mai yaha ek room ma raha loo

kiplin: ha beta kyu nahi ,tum jaka fresh ho joo mai kuch khana kho bej tha hoo

abhira goes to her room and fresh seat near the window

and think mai kaha sa kaha agayi mamma ,aur aap na kabhi muja kausali ka baharama kyu nahi bola ,aisa kya huva tha vha jo hum yaha raha na agaya ,
when she is thinking this she remember armaan ,kithni asani sa kaha diya tum na get out from ur life ,and I think abhi tum khush hoga divorce paper dekh,tum hi kyu tumhari sari family khush hogi ,finally unka life ki sab sa badi problem chali gaya ,and ur a closed chapter armaan ,tum na meri dosthi ka bhi value nahi kiya ,and u dnt deserve to be friend, aisa kyu hotha hai jab mai kisi ko apna samaj na lagi vho muja chid kar kyu chali jatha hai mamma phele papa aur bhai ,phir aap ,aur abhi b nanu ,jo Mera kuch nahi hona par bhi apna lagtha tha aur unsa bhi dur rahana pada roohi ka kaha na par ,aur armaan

stop it abhira dnt think about them and if u sit like this u wil think this only go outside sometime

she thought she wil go out now because its night time and it wil be safe from other people

and goes from there and she goes to the hill area near the hotel which is her favorite spot, she can review her beautiful memories with her mom

and she goes and she sees at the end someone is sitting

she thinks pagal hai kya who wil sit like this, and she thinks to check once and she goes and tapped the shoulder of the person but the person didn't turn his face

person: kya hai

abhira: oh hello pagal hogaya ho kya yaha edge par baitha hoo ,agar kisna galti sa push kiya tho tumhara haddiya bhi kisko nahi milagi

person: ha yahi chatha hoo mai bhi, ki yaahi Sa khud ka mar jaoo

hearing this just pull the collar of that person and turn him

while saying pagal ho kiya, stop once seeing the face of Rohit

abhira shock ; rohit


Rohit who is equally shocked seeing her; bha

before he says Abhira says; abhira

Rohit: kya

abhira: mai tumhari bhabhi nahi hoo abhi I'm.just abhira

Rohit: yeh tum kya bol rahi ho abhira ,aur bhai kaha hai

abhira: yehi sach hai,mera aur armaan ka abhi kuch rishtha nahi kahi ,sab Khatam hoga ,mai na divorce paper sign kardiya

Rohit: par kyu abhira,y did leave

abhira: kyu ki tumhara bhai ko lagtha hai usna muj sa shaadi karna vha sa uska family,aur zindagi ma jo kuch bhi problem vjo sab meri vaja sa horaha and he didn't want more problem in his life and want some peace so he said me to get out from his life aur mai chali gayi vha sa

Rohit; phir apka mamma ka promise

abhira: u know about that

Rohit: ha

abhira: meri mamma bhi yeh nahi chatii hogi ki unki beti us place ma raha jaha ka log ko unki beta ka self respect bhar bhar saval kar raha hai ,I think meri mamma yeh nahi chathi hogi ki mai vaha raho jaha meri khushi hai hee nahi
, yeh sab chodo aur tum batho tum yaha kya kar rahoo, and what are u thinking sitting at the edge of this hill

Rohit: hearing this everything again he remembered and his eyes again filled with tears

seeing this abhira wiped his tears: Rohit kya huva,kuch tho bolo,tabhi mai kuch kar sakthi hoo

rohit: aap kho pata hai humara sath dhoka hova hai

abhira was confused: Humara Sath

Rohit: u know about bhai chit vali girl, who he met here I'm Mussoorie

abhira: ha tho usma?

rohit; vho chit vali koi aur nahi hai abhira, vho roohi hai

pen down for now

so how it ,I means there is more go ,I have decide to do with leap but it wil take start from 3 Rd chapter

hope u guys like it

target ; 25 votes

Comment