Part - 9

Abhi: what??? Princess ne racing chod diya. Are you even serious??

Abhir: yes dadda. He is right. Princess in 4 saalo me ek baar bhi racing nahi Kiya. Kyunki usse cheer karne wale insaan hi uske saath nahi hai.

Abhi: woh pagal hai pure ke pure. Pehle me jaake Princess ko dekloon ek baar. Uske vitals dekhna hai mujhe.

With that he left.

Ajay: ab woh Princess ko dekhne ka bahana dekar usse shant karne gaya Hai andar. Adi call Karan and ask him to come immediately with aaki and vabby.

Adi: ji dad. (On call) hello maamu.

Karan: tell me adi. Princess kaise hai?? Woh thik haina??

Adi: maamu abhi tak usse hosh nahi aaya. Papa ne aapko hospital bulaya. Saat me aaki maamu aur vabby maamu ko bhi saat le aana.

Karan: kya baat hai adi?? Is there anything serious?? Jiju ne Hume hume bulaya??

Adi: Pata nahi kya baat hai. Par papa bahut gusse me hai. Rohit ke family aayi hai. Papa ne Sanjay maamu se bahut gusse se baat kar rahe hai.

Karan: we are coming immediately there.

With that call ended.

Karan: aaki!! Vabby!! Kahan ho?? Come down immediately.

Aaki and vabby: kya hua Karan??

Karan: Ajay jiju hospital paunch gayi hai. Aur saath me poddars bhi.

Both: kya!! Chalo jaldi. If not pata nahi kya hoga ab.

With that the trio left for hospital.

In hospital:

Inside abhira's room:

Abhi: princess ab tho wake up na. Aur nahi horaha hai mujhse. I got you after four years. Dadda ko aur satao mat princess. Mere liye uto princess.

With that he checked her vitals and went out.

Outside

Abhi: ab batao Sanjay whatever you did to princess was right or wrong??

Sanjay: I understand abhimanyu. I know whatever I say now will only increase your anger.

Karan aakrith and vatsal comes there.

Karan: kya hua jiju??

Ajay: He need to answer some of our questions but sir has no  answers. 

Krish: Ajay how will he answer when he was the one. 

Krishna: usse badkao mat krish. Already it's going on high.

Just then abhimanyu came out.

Abhir: how is she dadda??

Abhi: her vitals are normal just she needs to gain the conscious. I don't know what is stopping her from getting up.

Abhir: she will definitely get up dadda.

Abhi: let's speak with Sanjay.  Tell me Sanjay. Answer me why is that partiality between two DILs. Today my princess is suffering because of your family.  Agar meri princess ko kuch bhi hua tho mein kisi ko bhi nahi chodunga. Just ask your beloved goenkas why dr.abhimanyu birla can do for his family. Rohit once princess wakes up we all are leaving for India.

Ajay: why abhi??

Abhi: I want end this all once and for all. And need to give some reality check to that so called family of our the goenkas qnd birlas. And I need to speak papa also. I  will leave now. 

He left. 

On call

Abhi: hello papa

Harsh: abhi....abhi tum ut gayi. Kab?? kaise??

Abhi: papa mein Kal hi Uta. Tab Pata chala mere absence me bahut kuch hua hai. Akshu aur princess india shift hogayi.  Uske 4 years later I mean at present 2 months a rogue was following and pestering princess and threaten Akshu. Listening this rohit came back to India immediately. Then rohit ki shaadi  on one side. Other side while saving armaan rohit's brother from that rogue Akshu lost her life. And princess and armaan got married.  And said whatever had happened. 

Harsh: kya!!! Itna kuch hua kisine mujhe kyun nahi bataya.

Abhi: aap woh sab chodo. We are coming back to India once princess wakes up.

Harsh: what!!! Are you serious?? If you come here you know what all will happen. 

Abhi: I don't care about all that papa all I care is my princess and champ.

Harsh: Acha thik hai. Ab princess kaisi hai??

Abhi: ab woh thik just need to get conscious that's all. 

Harsh: sab ka kayal rakna. Mein raktha hoon.

Abhi: thik hai.

With that the call ended.

Aaki: Sanjay bhaiya do you have any answers??

Vabby: kisse puch rahi hai tu aaki?? Abhi kaha hai?? Before that we need to perform the rituals and Pooja for akshu. Uske death ke ek mahine ke upar hogayi hai. Ab thak koi pooja nahi hui. Sabse pehle woh karna hai Hume.

Kairav: itne saal se humhare kalayi mein do Rakhi har haal mein band diya Hota Hai. Jab aru the theen. Abse sirf ek hi hai. Woh bhi sirf kaira di se.

Dadi sa: kaira?? Kaun hai woh??

Kairav: kaira yaani ki Kartik aur naira goenka pehli princess Manish and Soumya goenka ki pehli poti naitik aur akshara singhania ki natin naksh and keerti singhania ki baanji krish singhania cousin twin aur hum sab ki badi behen kaira goenka urf krishna singhania malhotra alias kaira goenka malhotra malhotras ki choti bahu Ajay malhotra ki queen aditya and advitya malhotra ki mumma.

Poddars except rohit: what!!!!

Kairav: yes. Woh meri behen hai.  Hum sab ne ruhi ko princess ki Tarah hi treat Kiya. Par usse woh samja hi nahi.

Abhi: woh tho meri jaan thi. In fact aarohi ki accident bhi usse hi Kiya. Uski zindagi spoil na hojaye isliye meri akshu blame apne upar leliya. Par ruhi ne akshu ko blame karke accha nahi Kiya.  Birlas meri family hai. Wahan mere papa, bhaiya bhabhi aur unke bete ko chod ke kisine bhi akshu ka saath nahi diya. Goenkas bhi akshu ka saath chodiya. Thank god that meri biwi singhanias ke saath badi hui along with kairav and vansh. Kairav meri jija bhi hai. Meri ek behen thi anisha woh iski first wife thi. Anisha ki death ek accident me hogayi.  Uske baat meri biwi hi ek thi kairav ke saath. Akshu ruhi ko hamesha apni beti hi mana tha. Par woh akshu ko Maa ki Tarah treat nahi Kiya. 

Ajay: jab abhira hui thi hum sab kitne kush the ki mein Bata nahi sakti. Kyunki woh us pal humsab ki ek lauti princess ban gayi. Chahe kuch bhi hojaye meri princess har saal Rakhi miss nahi karti. Chahe kitne bhi busy hojaye. Kahi pe bhi ho she will be with her brothers on Raksha bhandan. When we asked why she said us that kya popsi aap bhi. Sab ke saath do behen hai if one is not here other one can tie the Rakhi. But in our generation for my brothers I am the only sister they have. If I didn't tie them Rakhi they will feel bad la that's why. 

Adi: aapko pata jab papa ne hum sabko princess ke call ke bareme bataya tho advi ne ek hi baat kaha tha. Hum humhare ek lauti behen ko protect nahi karpaya. Har saal Rakhi ke din wada karke kya fida. I just feel useless now. Usse bhi pehle just helpless.  Meine advi ko us din serious dekha life me pehli baar.  He is exactly opposite of me. If I am serious he is fun. Usse serious hona is only one thing means danger. Jab woh serious Hota Hai tho his anger is worst than mine and dad's.  So be careful.

Target:

Votes: 80+

Comments: 40+

Comment