Part 27

Samproona:bondita (tears drop fell of her eyes )
Surabh didn't want sampoorna to tell anything more otherwise it could be dangerous for bondita
Surabh: shubh tum ne apni maa ko dodaya ( trying to divert her attention from Siya )
Samproona: tujhe toh main abhi baati hoon ruk shubh
Shubh and sampoorna were running behind each other and others laughing shubh suddenly hid behind Siya trying to save himself from his mother l but even Siya  couldn't help herself other than saving shubh from samproona
Siya: didi jaane dijiye na bacha hai
The word didi struck her mind so fast that she stopped from running behind shubh and dropped the stick which was in her hand
Shubh: masi bachao
Siya: didi jaane bhi dijie
Samproona:Kya kaha tum ne abhi ?
Siya:didi kyun nahi kehe sukhti?
Samproona: nahi aisi baat bilkul nahi woh darasal woh kisi ki yaad aagayi.
Shubh:(whispers) Lagata hai maa ki Umar ho gayi
Samproona:mujhe sab suniye de raha hai ruk tujhe abhi bataayi hoon
Siya: didi , didi rukiye
She turned towards shubh and knee downed towards shubh
Siya: hmmm toh kyun pareshaan kar rahe hoo apni maa ko
Shubh : maa ko pareshaan lsliye karata hoon kyunki woh humare sath kehlati hi nahi isliye main unhe pareshaan karta hoon
Siya : toh aap apni ma ko isliye pareshaan karte hoo aur agar iska haal kar doo toh
Shubh: toh main maa ko pareshaan nahi karoonga
Siya: ( without thinking) shooti
Shubh: shooti
Siya and shubh started playing with each other seeing them together everyone suddenly remembers bondita especially aniruddh, samproona  and  Surabh
Samproona:(in her mind)yeh ladki na jaane kyun bondita jaise lag rahi hai uska didi kehna par bhi mujhe bura nahi balki khushi aur sukhon mili jaise mujhe bondita ke bulane se milti thi .
Siya and shubh finished playing with each other
Siya: toh kya ab aap ki pareshaani dur hui shubh ji
Shubh : bilkul.waise main aap kya bulaaun
Siya: aap bolo
Shubh: hmmmmmmm....... main aap ko maasi bulan sukhta hoon?
Siya: yeh toh aap ko aapke maa se poochna paade ga
Shubh:maa kya main inko maasi bula sukhta hoon?
Sampoorna wanted to say no but her heart had controlled her mind and her will and felt as if she had seen a resemblance of bondita and unknowingly said yes
Siya: waise aap mujhe maasi hi kyun bulana chahte hai
Shubh: maa kehati ki meri maasi meri sath nahi woh mujhse aur meri ma aur sab bahut dur chali gayi hai main ne unhe kabhi nahi dekha agar woh aaj yahan hoti toh woh bhi mujhe maa se aise hi bachati jaise aap ne baachaya
Siya : hmmm toh yeh mera vaada hai ki main aap ko har musibat se humse  bachaoongi yeh vaada hai mera .
Shubh: shooti
Siya : hai baba shooti
Aniruddh:acha ho gaya maasi aur bahtij ki baatein ho gayi hoo toh chale?
Siya: arrey haan bahut der ho gayi hai ab Hume jaana chahiye maa toh pura ghar sar par utta diya hoga
Shubh: nahi aap mat jao
Siya:bacha suno jaise aap ke maa aapko dekhe bina nahi reha sukhti waise hi meri maa mujhe dekhe bina pagal hoo jati hai
Shubh laughs
Siya: toh ab main jaoon
Shubh : haan jaiye par vaada kijiye ki aap mujhse millne aayengi
Siya: haan aaoongi
Shubh: shooti
Siya: haan shooti
Aniruddh and siya leaves from there by dropping Rohini over there
Siya was smiling looking at Aniruddh. While Aniruddh was busy in driving but sensed that siya was looking at him .
Aniruddh: hey bhagwan kahi nazar na laag gaye mujhe loog agar itni der tak mujhe ghure ga mujhe kal kahi bukhar na ho gaye (taunting Siya)
Siya understood what he meant
Siya : what nonsense main tumhe nahi dekh rahi thi main toh ... main toh ..... haan main toh view dekh rahi thi
Aniruddh: haan haan bilkul .....(laughing in his mind )
Siya broke into laughter soon Aniruddh also soon broke out into laughter Siya suddenly felt a pain in her head at first she ignored it but afterwards it increased gradually siya now couldn't take the pain anymore siya screamed
Siya : aah
Aniruddh got scared too
Aniruddh: Siya tum thik toh hoo na
Siya : paata nahi par suddenly bahut dard hoo raha hai Aniruddh I can't take it please maad karo
Aniruddh was once again helpless as he couldn't remove the pain which his love his wife was feeling he rushed the car to the hospital the doctor took a check after sometime doctor came out siya was unconscious because of the pain
Doctor:aap aayi mere cabin mein
Aniruddh went with the doctor to his cabin
Doctor :dekhiye main jaana chahta hoon ki kya unke aathit mein unko sar ke bal chot lagi thi ?
Aniruddh: haan woh actually 10 saal pehle woh ek khai se gir gayi thi jinke wajah se unki yaadash chali gayi
Doctor: toh shayad unhone kuch yaad aaraha hoga jiss wajah se anjaane mein woh apne dimaag par Zor lagaya hoga jisse unke sar mein achanak mein dard ho gaya . Please yeh dhanyaan rukiye ki woh apne dimaag mein zayaada zor na lagae . Filhaal ke liye humne painkiller de diye agali baar shayad yeh dard painkiller se bhi na ruke so please take care abhi ke liye  unka discharge ho gaye hai you can take her .
Aniruddh: yes doctor thank you
Aniruddh walked out of the cabin
Meanwhile
Siya was again seeing the same dream but this time it was little clear she saw a little girl wearing a dark pink sari who was worshiping dugga ma she saw the Roy chaudhary standing in the temple moreover it RC mansion the girl turned she see herself as a 11 year old girl wearing sari m sindoor in her forehead and she got up from the sleep
Siya: yeh kya tha ? Mere toh kuch samjha mein nahi aa raha hai yeh kya hoo raha hai mujhe? Main kya RC mansion mein pehle gayi hoon kya main un logo ko janti hoon aur mere mang mein sindoor kyun tha yeh kya hoo raha hai
At that time Aniruddh came inside her room he rushed towards siya seeing her awake
Aniruddh: tum thik hoo . Meri jaan nikal gayi thi tum kabhi apna........
Siya: kya aap mujhe pehle se jaante hai
Aniruddh: siya kya hua tum aise kyun sawal poocha rahi hoo
Siya stood up from the bed and looked into Aniruddh's eyes
Siya: Aniruddh haan ya na  now !
Aniruddh: Siya clam down tum thik hogoo phir......
Siya:Aniruddh haan ya na just say it god dam it ( almost scream s but her voice crack)
Siya was done with her weird dreams she had enough of it especially after seeing her with sindoor in the age of 11 . She was enough of these riddles played by the density she wanted a Normal life not a complicated life but how would she know that her life was meant to by hard as she was the beginning of the woman empowerment she had too go through a lot . It was the same with Aniruddh as both were the same they had nothing in differences as they were born for the same reason to change the mindset of people towards woman. So their journey should be also one . Aniruddh understood that she must has seen a dream which created thousands of questions in her mind . But how to clam her down she is already so hyper and confused he had to handle bondita otherwise it could risk her life which he can't afford
Aniruddh:Siya clam down shant hoo gao hum aaram baat karte hain
Siya : nahi karni hain mujhe aaram se baat mujhe mere sawal ka jawab chahiye aur voh bhi abhi issi waqt. ( in crying and frustrated tone)
Aniruddh: Siya tumhari tabiyat kharab ho gayagi samjho
Siya: mera toh bachapan se tabiyat kharab hai you know what aniruddh main pagal ho gayi hoon I am gone mad I am frustrated aniruddh please help me
and fell on the floor by her knee and started crying badly . Seeing her in this state Aniruddh was also broken from inside side Aniruddh went towards Siya and made her get up and fell unconscious in his arms due to crying so much  . Aniruddh decided to  take her home maybe by then she will clam down and soon reached her house seeing Siya in this state her family was tensed
Vijay: Kya hua Siya ko yeh behosh kyun hai ? (In a worried tone)
Aniruddh: pehle isse main kamre mein lekar jata hoon
Isha: haan aao iss taraf
Aniruddh took her to the room and made Siya lay down in her bed her mother sat near her whereas khala jaan was also tensed . Vijay came towards aniruddh
Vijay: beta Kya hua Siya woh thik toh hai na
Aniruddh : uncle aap bahar aaye
Both went outside and after them Rekha also came
Aniruddh: uncle aunty main jaanta hoon ki Siya adopted hai aur uski yaadash chali gayi hai .
Vijay: yeh sab tumhe kaise paata
Aniruddh:kyuki woh meri patni hai
Rekha: kya yeh kya keha rahe hoo beta
Aniruddh: sach keha raha hoon Aunty ( Aniruddh explains everything to both of them they were shocked to know this, he told about her mother her condition what doctor had told to him today)
Aniruddh: isliye main ne yeh fesaala liya hai ki main Siya se dur rahoonga uske aaspas bhi nahi rahoonga
Rekha: nahi beta samay aagay hai ki Siya ko sab yaad aa jaye
Aniruddh: par uss yaadash ka kya matlab jo usse ke jaan ke liye khatra peda karde nahi aunty main ne usse pyaar kiya hai aur pyaar jaan leta nahi pyaar zindagi mein khushi bhrti hai . Aur usse zinda aur khush dekhakar meri zindagi kaat jayegi. Main chalta hoon Aunty bye uncle
Vijay: par beta.....
he turned and left and didn't turned back to look at his love not once also the pain in eyes was unexplained his heart was bleeding which no one could see.That day Aniruddh understood the noise which a silence can make . He went too his house and directly went to bondita's room were her dolls all of her sari were kept the same way it was things have changed in the mansion but that room was just the same as 10 years before . Batuk and somnath saw him with tears with concern and worried faces both went near batuk and somnath they asked what had happened with the gesture of pain and love he explained everything to batuk , somnath.
Somnath: par dada aap apne pyaar ko itni jaldi kaise bhula sukhte hai aap haar nahi maan sukhte dada please
Batuk: som dada bilkul sahi keha rahe hai dada aapko apne pyaar ke liye ladana hoga dada aap kamzor nahi paad sukhte.
Aniruddh:main ne fesala kar liya hai main bondita ke aaspas bhi nahi jaanoonga and that's final
And left the room and locked himself in the study
Soon siya regained her consciousness she remembered whatever had happened before she got unconscious she wanted to talk to Aniruddh
Siya: Aniruddh kaha hai mujhe usse baat karni ( in a weak voice)
Rekha: beta tum abhi aaram karo
Siya: nahi mujhe mere sawal ka jawab chahiye mujhe jaana hai mere sawal ka jawab
Vijay: bacha tum abhi so jao kal baat kar lena abhi soo jao please baba ki baat maan lo please
Siya: baba par....
Vijay : apne baba ki baat maan le please
Isha: soo jaa kal baat kar lena
Siya : thik hai ( in weak voice)
Both couldn't sleep both had a disturbed mind tears flowing from both's eyes .

Will Anirudh change its decision? Will Siya get her answers ? To find out continue reading. Hope you liked this part .

Love and peace ✌️
Saira.

Comment