Episode 5 : Achilles's heels

Parth stood confused when his mom entered his room along with clothes that had to be kept inside.


P - Maa, Vibha maam ne call kiya kya?


PMom - Haan. Kal shaam ko.


Parth's mom nods her head with a stern look on her face.


P - Aapne bataya hi nahi. Kyun?


PMom - Keh rahi thi ki haal chaal poch ney ke liye call cal kiya tha.


P - Aapne unhe daata toh nahi?


Seeing his mom's expression change,


P (worried) - Maa, aapney daata toh nahi na? Batha'eye maa


PMom - Nahi. (Sarcastic) Main usse kyun daatoon jisney mere bete ki zindagi kharaab karke rakha hai. Maine kuch nahi kaha!


P - Maa, aap aise kyun baath kar rahi ho? Jab woh hospital aayi thi tab toh aapne kuch nahi kaha!


PMom - Haan Parth maine isliye kuch nahi kaha kyun ke main bimaar thi naa isliye hi maine tum dono ko accept kiya. Yeh galat hai Parth!


P - Maa, pyaar mein kya sahi aur kya galat? Pyaar toh pyaar hota hai na!


PMom (angry) - Yeh sab sunney mein bohat acha lagta hai Parth. But practically socho, yeh duniya aur samaaj kya sochega?


P - Mujhe farak nahi padta hai ke yeh samaaj mere baarey mein kya sochta hai.


PMom (angry) - Main kya sochti hoon uske baarey mein toh farak padta hai na! Aur mujhe yeh bilkul acha nahi lagta. Iske baad, tumhi sochlo


She walks out of the room angrily while Parth stood in a confused state on what to do.


-------------------------------------------------------


During breakfast, Sid and Utkarsh are seen sitting in the table along with Urmila maam and Anwesha ma'am. Utkarsh disconnects the call while Anwesha ma'am stares at him,


AMaam - Utkarsh! Kitni baar bola hai? Khaney ke waqt phone math use kara karo.


U - Sorry Dadi. Woh Parth ka call tha. Kal ki boxing match ke baarey mein poch raha tha.


AMaam - Acha! Sid, tumne bathaya hi nahi. Match kaisa tha?


S - Theek tha.


UMaam (angry) - Theek tha? Rohan ke paapa bata rahe the ke Sid jaan booch ke haar raha tha!


Sid stops eating. He looks at his plate and gives a frustrated look. Utkarsh looks at Sid from the corner of his eyes to see his reaction.


AMaam - Urmila. Koi jaan booch ke haarta nahi hai.


UMaam - Normal people don't. But Sid does.


AMaam - That's ok. Ek hi match toh hai. Kyun Utkarsh!


U - Haan! Ek hi toh hai. Gussa karney ki kya baat hai?


UMaam - It's not the match Utkarsh. Kab tak tum dono aise hi rahogey. Aur Sid tum. I know tum log Siyali ko miss karte ho.


Sid looks at her as soon as he heard the name "Siyali"


UMaam - Par kab tak mari hui ladki ke baare mein soch kar ause rahogey. Both of you should move on. You have a life.


Sid got up from the table and went away without finishing his breakfast. Utkarsh was rolling his eyes from Urmila ma'am to Anwesha ma'am seeing their reactions and thinking on how his Mom could take up Siyali's topic in front of Sid. He also gets up from the table and follows Sid. Urmila ma'am gives an angry stare and starts stuffing food into her mouth while Anwesha ma'am notices her expression.


-------------------------------------------------------


Angela was seen getting ready early in the morning to go out. Her mom sees this and,


AMom - Bryan, tumhari sister itni subbah subbah kahan jaa rahi hai?


B - She was telling ke woh Utkarsh ke ghar jaa rahi hai. Aapko bathaya nahi?


Angela's mom gave a sad and angry look. Angela got ready and comes to the table. She takes an Apple from the basket and,


A - I'll be back at 6, mom


She went near the door to leave the house when,


AMom - 6? So early? Tum wahi rehlo na!


A - Mom..!


AMom - What mom? Jab se vacations shuru hua hai, tum ghar mein rehte hi nahi ho. Humesha friends.


A - You know why! Unhe meri zaroorat hai. They need me.


AMom - Aur humey? Don't we need you? (Emotional) Tumne kaha ke tumhare aakhri school days ko enjoy karna hai, warrior high jaana hai. Humne tumhari zid poori ki na. Itney mahine toh friends ke saath hi toh thi, vacation ka 1 mahina bhi unkey saath hi thi. I know tumharey liye tumhare friends bohat important hain, but tumhari family ka kya? Don't we mean anything to you?


Angela's mom starts crying. Bryan signals Angela and walks towards his mother to convince her.


B - Mom. Don't cry. Aap beithiye. (Murmurs) Angela.


A - Mom. Yeh kya bachon ki tarah ro rahi ho?


Angela walks towards her mother, kneels down before her and stops her from crying.


A - Mom, you know na! Family means everything to me. Toh aise kyun questions kar rahi ho.


AMom - Well. Dikhta toh aisa nahi hai. Humare saath lastly time kab spend kiya tumne. Family picnic kab gaye?


A - Ab jaayengey. School reopen honey ke liye 1 haftey toh hai. Kyun Bryan!


B - Haan. There's still one week. That's a lot of time.


AMom - Sach mein?


A - Sach mein. Yeh poora hafta aap logon ke saath. Family week. Promise.


Angela's mom smiles as Angela thinks


PoV "Mom theek hi keh rahi hai. Patha nahi aur kitney din jee'ungi? Family ke saath time spend karna toh sab se important hai"


-------------------------------------------------------


Megha is seen walking into her house when she sees Karan coming out,


M - Tum yahan kya kar rahe ho?


Karan - Hisaab barabar karney ke liye aaya tha.


M - What?


Karan - Paison ki baath kar raha tha. 25,000 ki baath hui thi, aur kal maine 20,000 hi diya tha. So balance deyne ke liye aaya tha.


Karan gives a smirk and walks away. Confused, Megha looks at him as he walks away. She walks into her home and hugs her grandpa from behind.


M - Daduuuu! Am so happy. Main phir se jeetli.


Seeing her grandpa sad, she comes in front of him,


M - Dadu? Tum theek ho?


She hears sounds from her room and looks at her grandpa doubtfully. She walks towards her room and sees her Mom inside packing everything,


M (shocked) - Mom? Aap yahan kya kar rahi ho?


MMom (angry) - Kyun? Jhatka laga. Humhe bhi laga. Yeh sab dekhney ke baad. Racing. Betting. 15 saal ki umar mein yeh sab kar rahi ho? That's all. Iske baad, Tum iss budhey ke saath aur yahan nahi rahogi.


M (angry) - Mom, You have no rights to talk to Dadu like that.


MMom - Shut up Megha! Packing karlo. We're leaving now.


M (angry) - I'm not coming.


MDad (angry) - Koi tumse pooch nahi raha hai Megha. You're leaving means you're leaving.


M (stern) - You cant do this.


MMom - We're are you're parents. Hum jo bhi kar rahe hain tumhari achayi ke liye hi kar rahe hain. Because we care about you, Megha.


As her mom finishes the sentence, she starts laughing and,


M (shouts) - You're not my parents. Aap log mere baarey mein kuch nahi jaantey ho. Aapke liye humesha aapki business hi important thi, 10 saalon mein kabhi parva nahi ki and now all of a sudden aapko meri padhi hai. I'm not that stupid. So stop acting like you give a shit about me.


Megha's dad gives her a tight slap. She looks at him angrily.


MDad - Isse zyaada main kuch nahi sunnunga. Tum yahon aur nahi rahogi mathlab nahi rahogi. Kitni deyr yahan rahogi utna ki bigaadogi. Tumhari admission warrior high mein karadi hai. You'll study there from now.


M - Main kahin nahi jaa rahi hoon. And aapka warrior high.. Bilkul nahi.


MDad (angry) - My decision is final.


M (angry) - I don't care. Main dadu ko chodke nahi ja'ongi. Aap ko jo karna hai karlijiye.


Saying so, She walks out of the house angrily.


MMom - Where is she going?


MDad - Chodo usse. Kahin bhi jaayegi, wapas idhar hi aana padhega. Tum sab kuch pack karlo.


Megha's Dad walks back into the house while Megha takes her bike and goes away from her house.


-------------------------------------------------------

Comment